
Song - Bas Ek Baar
Artist - Soham Naik
Music - Anurag Saikia
Writter - Kunaal Vermaa
Lyrics
Meri nazron ki tune sapna dikhaya
Jaghaya mujhe raaton mein
Daabi daabi sanson mein
Khushbhon le aaya
Kabhi jo naa thi raahon mein
Aisa mera dil kabhi na tha
Jaisa yeh ho geya
Karamat teri hai yeh
Bas aik bar tumko dekhne ko tarsu
Mano na kehna mera
Main to bas aik bar tumko dekhne ko tarsu
Kehta hai dil yeh mera
Ate ate tumne aana be-mosum kyun
Kuch barishein yaaha
Adhe adhe bhighe dono ho phir apne
Kuch khwaishein bhi han
Aisa mera dil kabhi na tha
Heran be-wajah
Soughat teri hai yeh
Bas aik bar tumko dekhne ko tarsu
Mano na kehna mera
Main to bas aik bar tumko dekhne ko tarsu
Kehta hai dil yeh mera
Han bas aik bar tumko dekhne ko tarsu
Mano na kehna mera
Main to bas aik bar tumko dekhne ko tarsu
Kehta hai dil yeh mera
Bethe bethe soche tumko
Do ankhein hi, bunti kahaniyan
Hanste hanste batein karte
Aik dujhe se khwabon ke darmiyan
Aisa mera dil kabhi na tha
Iss bar ho geya
Khlafat teri hai yeh
Bas aik bar tumko dekhne ko tarsu
Mano na kehna mera
Main to bas aik bar tumko dekhne ko tarsu
Kehta hai dil yeh mera
Han bas aik bar tumko dekhne ko tarsu
Mano na kehna mera
Main to bas aik bar tumko dekhne ko tarsu
Kehta hai dil yeh mera
No comments:
Post a Comment